Ayub Khan Ne Bhut Se Lougon Ko Kissan Mohim K Tehat American Visa Jari Kiya, Tou 1 sahib ghalti se aa tou gye, wapsi pe lougon se kya kahin malom na para tou keh dya, america ne itni traqi ki wahan ka bacha bacha english bolta ha.. 1 Sacha Waqia, Name Waghira Shamil Nahin Kiye Ta K Kisi Ki insult Na ho. Maqsad Funn ha joke ha..