Duration 3:30

Zamaane bhar ko Udaas karke | | Nazm | | Jaun Elia | | Rooh-e-Khwabida

286 watched
0
43
Published 27 Sep 2020

Background music credits- https://www.fesliyanstudios.com/download-link.php?src=i&id=153 Zamane bhar ko udaas karke Khushi ka satayanas karke Mere raqibo ko khaas karke Bahut he doori se pass karke Tumhe ye lagta tha Jane denge? Sabhi ko ja k hamari batein Btao ge aur Btane denge? Tum hum se hat kar visal hizran Mnao ge aur Manane denge? Meri nazam ko nelam karke Kmaoge aur Kmane denge? To jana sun lo Aziyato ka tarana sun lo K ab koi sa haal do tum Bhale hi dil se nikal do tum Kamal do ya zawaal do Ya meri gandi mishal do tum Mai phir bhi jana Pada hua hu pada rahunga Gada hua hu gada rahunga Ab hath kato ya pair kato Main phir bhi jana khada rahunga!!!!!!! Baqi kal Btao tum ko Mai kia krunga Mai ab zakham ko zuban dunga Mai ab aziyat ko shan dunga Mai ab shamalunga hijar wale Mai ab sabhi ko makan dunga Mai ab bulaonga sare qasid Mai ab jalaounga sare fasid Mai ab tafarqe ko chir kar phir 🗯🗯 Mai ab nikalunga sara gussa Mai ab uzarunga tera hissa Mai ab uthaonga sare parde Mai ab btaonga tera qissa Mazeed sunlo O nafrato ke yazid sunlo Mai ab nazm ka sahara lunga Mai har zulm ka kafara lunga Ager tu jalta hain sayeri se To y mza dobara lnga Main itni sakti se khogya hu K ab sabhi ka hogaya hu Koi mujh sa nahi mila jab Khud apne qadmo me sogya hu Mai ab aziyat ka peer hu ji Mai asiqo ka faqeer hu ji Kabhi mai haider kabhi ali hu Jo bhi hu ab akheer hu ji... - Jaun Elia

Category

Show more

Comments - 22